Kumar Apartment : Season 2 โ Part 69.1 (Shobha Bhabhi Ki Pavitrata Ka Dhong)
This story is part of a series:
Narrated by Shobha
Hello, main Shobha, pichle baar episode 63 mein aap logo ne meri gym wali kartoot dekhi. Gym mein us ladke ke sath achchi chudayi kar main ek naye din ke liye poori taro tazaa ho chuki thi.
Kareeb 12 baje ghar wapas aayi aur tab dekhi to phone mein 3 miscall padi thi. Pehla Rakesh ka aur fir dusre do uske dost Naveen ka. Naveen ko to aap bhule nahi honge.
Rakesh ke baad Naveen ka call aaya iska matlab shayad Rakesh aur Naveen ki kuch baat hui hogi. Pata nahi ab mere pati-dev mere liye kaonsi agli pariksha rakhe the. Ye janne ke liye Naveen ko phone ki.
Naveen: Hi Shobha, kaisi ho?
Main: Theek hun, tum sunao, kafi busy the kal.
Naveen: Are haan, woh main apni girlfriend ke sath tha to tumhara call attend nahi kar paya.
Main: Koi baat nahi, kyu call kiye the?
Naveen: Haan, woh Rakesh phone kiya tha.
Main: Hmm to? Tumne kuch bataya use?
Naveen: Haan wahi jo tumne use batane ko kaha tha uske alawa kuch nahi.
Main: Good boy, aur?
Naveen: Aur usne plan kiya hai ki aaj tum bank ke manager se milogi.
Main hasti hui boli: Ha-ha-ha, bank manager, hmmm, kya naam hai tumhare dusre friend?
Naveen: Tushaar, Tushaar naam hai uska.
Main: Hmm, theek hai is Tushaar ko tumne kuch bataya to nahi?
Naveen: Nahi, kuch nahi bataya. Bharosa rakho.
Main: Hmm, to kaha milna hai use?
Naveen: Hmm woh to poocha nahi. Ek 10-15 minute do main wapas call karta hun poochke.
Main: Hmm theek hai, call karke batao mujhe jaldi.
Iske baad main call kaati aur sochne lagi ki mere pati Rakesh meri loyality test ke peeche kitna bada kaand mujhse karwa rahe hai. Ye soch main uthi aur seedhe nahane chali gayi. Agke 15โ20-minute nahakar bahar nikli to Naveen ka miscall tha. Main use wapas call ki.
Naveen: Hello, busy thi kya?
Main: Haan main naha rahi thi, ab bolo.
Naveen: Mmm hmm, kiske ke sath naha rahi thi?
Main: Pani aur sabun ke sath, ha-ha-ha, ab bolo bhi.
Naveen: Haan woh Tushaar bola aaj woh bank manager bann kar tumhare ghar hi ayega.
Main: Ghar, yaha kyu?
Naveen: Suno to.
Main: Hmmm.
Naveen: Ab woh aise to nahi tumhe kahi bhi bula lega na aur yoon hi mill lega. To kuch der pahle Rakesh, Tushaar aur meri conference mein baat hui.
Main: Oh, to Rakesh bhi?
Naveen: Haan, Rakesh ne plan kiya hai ki Tushaar aaj tumhare yaha ayega, pichli baar ke paper sahi nahi hue bolkar.
Main: Hmmm, kab tak ayega woh?
Naveen: Abhi shayad woh tumhare ghar ko nikal gaya hoga. Apne hisaab se tum sambhal lena ab, aur baad mein mujhe batana kya hua.
Main: Ok Naveen, thanks.
Naveen: Are koi baat nahi Shobha, thanks ke badle kuch aur hi de dena.
Main: Ghabrao mat, tum mere liye jo kar rahe ho uski achchi keemat doongi, bye.
Main phone kaat kar sochne lagi ki ye ab aane wala Tushaar kaisa hoga. Nakli bank karya kartao ko nakli bank to mili nahi hogi. Issi liye mere ghar aane ki baat hui hogi. Khair jo bhi hai sab mere pati ki hi to den hai.
Kash ye banda bhi Naveen ke tarah mere isharo pe naachne ko raazi ho jaye. Ye sab soch mein wardrobe kholi aur sochne lagi ki aaj kyu na ek achchi gharelu patni banu. Saari to pehan sakti hun par kafi der lagegi. Ye soch main ek gulabi rang ki suit aur salwaar pehanli, par andar na bra pehni na panty.
Sochi ki us Tushaar ko aaj desi bhabhi ke darshan karaungi. Honto pe gulabi lipstick, mang mein halki sindoor aur maathe pe bindiya lagakar main taiyaar thi. Kareeb 1 baje darwaaze ki ghanti baji.
Samajh gayi ki ye wahi hoga. Aayine mein khud ko tareefo bhari nazar se dekhi aur fir darwaaze ko kholne chal padi. Darwaaza kholte hi samne ek handsome banda khada tha. Height kareeb 5โ10 ya 6 feet ke barabar. Naveen se lamba tha.
Mujhe sachme nahi jaanti thi abtak ki Rakesh ke itne handsome dost bhi hai. Jinse usne mujhe abtak milwaya nahi tha aur shayad mujhe bhi dekh uski aankho mein ek alag si chamak daud padi thi.
Main anjaan banti hui poochi: Ji aap kaon?
Woh: Mera naam Tushaar hai, Maxis bank se aaya hun.
Main: Oh ok, kyu?
Tushaar: Woh Mr. Rakesh ka ghar yahi hai na?
Main: Ji haan bilkul. Main unki patni hun.
Tushaar: Oh Namaste, unhone loan ki baat batai hogi na?
Main: Ji haan, aur aapke bank se kal bhi koi aaya tha, naam yaad nahi aa rahi mujhe.
Tushaar: Haan, kal ke paper works mein kuch galtiya rah gayi thi, to main hi aa gaya aapko saari agreements batane ko.
Main: Aap?
Tushaar: Ji main maxis bank ka manager hun. Kyu ki new year ki choutti chalu hai, sare employees chutti par hai to main khud hi aa gaya verification ke liye.
Main: Oh, please andar aaiyiye. Aap mujhe bula lete, main aa jaati bank ko.
Tushaar andar aata hua bola: Aaaa, nahi nahi, koi baat nahi.
Main darwaze ko band karti hui uske peet peeche muskurati hui sochi ki koi bank ho to na bulaye ye mujhe. Fir main use living room ke taraf le jaati hui boli: Please baithiye na.
Tushar: Haan bilkul madam.
Main: Madam bolne ki zarurat nahi hai aapko, waise Shobha naam hai mera, peene ko chai coffee kuch?
Tushaar: Are nahi, thank you.
Main: Aise kaise, kuch to lena hi hoga aapko akhir aap mere liye yaha taka aye jo hai.
Tushaar: Ji…
Main: Mere liye matlab hamare liye, loan ke liye.
Tushaar: Ji haan, woh to mera kaam hai.
Main: Haan to bataiye chai ya coofee?
Main apni honto ko todi thirchi muskaan dekar aage boli: Ya fir kuch aur lenge?
Tushaar: Ji ek cup coffee hi bana dijiye to fir.
Main: Haan theek hai lekin agar aap mujhe ye Ji lagakar bolna band kiye to, ha-ha-ha!
Tushar: Oh sorry, theek hai Shobha hi bolunga.
Fir main kitchen ko chali gayi aur coffee banane lagi. Sochne lagi ki ye banda to apne character mein kafi duba hua hai. Khair achcha hi hai, is khel mein aur bhi maza ayega ab.
5 minute hue aur doodh ubal hi rahi thi jab kitchen ke darwaaze par awaaz aayi: Aapka ghar bohut achcha hai.
Main apne soch-vicharo mein khadi thi. Jab Tushaar ke achanak bolne par mein chaok uthi aur mere haat se chamach neeche gir padi.
Main: Oh aap! Huff, chaoka diya aapne.
Tushaar: Are maaf karna, mujhe awaaz karke aani chahiye thi. Waise aapko bura to nahi laga ki main yaha aa gaya?
Main jhuki aur neeche se chamach uthayi. Aise karne par meri chunari ka pallu ek taraf se neeche sarka aur jab uthi to use mere suit ki gahre kate gale se mere cleavage saaf dikhne lagi.
Main muskurati hui boli: Nahi nahi koi baat nahi.
Tushaar: Woh main bass ghar dekh raha tha ki interior wagayra kaisa hai. Rakesh ji ne housing loan liya haina, renovation ke liye to wahi dekh raha tha.
Tushaar ki nazar bar-bar mere cleavage ke taraf ja rahi thi to main jawaab mein boli: Koi baat nahi, bejhijak dekhiye, jitna mann chaahe dekh lijiye.
Tushaar: Ehh, kya?
Main muskurati hui apni pallu theek kar boli: Ghar, aur kya… ha-ha-ha!
Tushaar: Haan haan, ghar, kafi khoobsurat ghar hai aapka.
Cup mein coffee dalkar use deti hui boli: Thanks, abhi bas loan mil jaye to aur bhi khoobsurat bana denge hum ise.
Jab woh mere haat se cup lene laga to uski ungliya meri ungliyo se sahla gayi. Aur aisa laga woh dheere se cup le raha ho taaki meri mulayam ungliyo ko zyada der chuta rahe.
Tushaar: Waise kisi ne sach hi kaha hai.
Main: Kya?
Tushaar: Ki ghar jitna khoobsurat hota hai utni hi khoobsurat usse sambhalne wali house wife bhi hoti hai.
Main jaan gayi ki woh flirt karna shuru kar diya hai to main sharm bhari muskaan ka natak karti hui boli: Ha-ha-ha, aap bhi na Tushaar.
Tushaar coffee peeta hua bola: Mmmm… waah! Kya coffee hai.
Main: Kyu?
Tushaar: Matlab bohut hi lajawaab.
Main: Kyu aapki wife nahi banati aisi coffee!
Tushaar: Aaa, aapko kaise pata ki main?
Main: Ha-ha-ha, ghabraiye mat, coffee lete waqt aapki baayi haat pe anghuti dekhi maine.
Tushaar shayad ghabra gaya tha ye soch kar ki main uske bare mein kuch jaanti hun. To use chidaati hui aage boli: Ghabraiye nahi main kuch nahi jaanti aapke bare mein.
Tushaar: Are haan, meri anghuti, waise main kyu ghabraun?
Main: Ha-ha-ha kuch nahi, waise kya aapki wife itni achchi coffee nahi banati?
Tushaar: Ji nahi, coffee par uski utni pakad nahi. Aap ki coffee bas 100 main 100 hai.
Main: Ha-ha-ha, thanks… chaliye living mein chalte hai.
Tushaar: Are haan, sorry.
Ye kah kar woh aage aage chala aur main uske peeche, hum living mein jakar baithe aur woh fir poocha: To kitne saal hue aapki shadi ke?
Main: Ji 3 saal hone ko hai.
Tushaar: 3 saal? Sachme?
Main: Ji haan, kyu?
Tushaar: Aapko dekhke lagta hi nahi ki aap 3 saal ki shadi shuda ho.
Main bhawro ko adao ke sath uthati hui poochi: Woh kyu?
Tushaar: Aapko dekh ke sach kahu to lagta hai haal hi mein aapki shadi hui ho.
Main: Ye tareef hai ya?
Tushaar: Bilkul tareef hai, aapko dekh ke to koi ye bhi na kahe ki aapki shadi hui bhi hai.
Main sharmati hui boli: Ha-ha-ha! thanks, waise aapki bhi agar anghuti na dekhti to main kabhi nahi jaan paati ki aapki shadi hui hai.
Tushaar: Haan… woh to hai.
Main: Shayad aapki bhi shaadi jaldi hui hai.
Tushaar: Ji haan, woh maa-baap ke dabaaw ke karan karni padi thi.
Main: Oh, to kya aapki ichcha nahi thi shadi karne ki.
Tushar: Nahi aisa kuch nahi, bank mein job milte hi rishte aane lage to fir kar hi liya.
Main: Ha-ha-ha! Aap to aise kah rahe hai jaise aap ab pachta rahe ho.
Tushaar: Ha-ha-ha! Ab tak to nahi lekin aapko dekhne ke baad shayad thoda sa pachta raha hun ab.
Tushaar baat baat pe flirt wale line maar raha tha aur mujhe isme maza aane lagi. Waise agar ek gair mard tareef aur flirt kare to mujhe kafi pasand bhi hai.
Main: Ha-ha-ha, woh kyu?
Tushaar: Thoda aur intezaar kar leta to shayad aapke jaisi koi mil jati.
Main: Ha-ha-ha! Lagta hai aapko meri coffee sachme lubha gayi.
Tushaar: Haan bilkul Shobha ji, aapki coffee bhi aur aapki baate bhi.
Main: Aur main?
Tushar ispar mere taraf dekhne laga to main poochi: Main! Matlab meri coffee aur baate hi pasand aayi kya? Matlab main utni khaas nahi.
Tushaar: Ha-ha-ha! Are aisa nahi kaha maine. Aap to kafi khoobsurat ho Shobha ji.
Main: Offo, aap na ye ji ji karna band kariye please.
Tushaar: Theek hai to aap bhi mujhe aap kahna band kariye. Woh jab aap mujhe aap kahte ho to mere muh se bhi nikal aati hai.
Main: Ok, Tushaar kahungi tumhe.
Tushaar coffee ki cup table par rakh bola: To fir main bhi Shobha bulaunga.
Iske baad woh apne laaye bag mein se kuch file nikala aur use mere samne kafi gambheerta se padne ka naatak karne laga.
Main: Saare zaruri documents Rakesh ne di hogi na?
Tushaar: Haan di hai na, wahi dekh raha tha.
Main: Kal jo aaya woh fir…
Tushaar: Woh darasal bank mein naya hai, use utna kuch pata nahi. Kal maine paper dekhi to kai jagah jaha aapki sign chahiye waha hai nahi aur jaha nahi chahiye thi waha usne karwaya tha aapse.
Main sochne lagi ki kal to usne mere sath bilkul sahi sahi jagah sign karwaya tha ab ye aur kaha sign karwana chahta hai mujhse. Main aage boli: Oh, mujhe utna pata nahi, usne jaha bola maine sign kar di.
Tushaar: Ye to galat baat hai Shobha, kabhi bhi kisi document par bina padhe sign nahi karni chahiye.
Main: Haan par…
Tushaar: Koi chinta mat karo ab main aa gaya hun na, ek hi baar saari jagah par aapke sign mein le lunga.
Main sochne lagi ki aaj ab iske sath bhi kal ke tarah dubara sign karni padegi, waise isme mujhe koi eitraaz nahi thi.
Main: Achcha hua aaj tum hi aa gaye.
Tushaar: Haan.
Main: Waise bhi mein akeli bore ho rahi thi.
To be continued.
What did you think of this story??
Comments